Main jaha rahu main kahin bhi hu... teri yaad sath hai.. kisi se kahu ya na kahu ye jo dil ki baat hai.. kehne sath apne ek duniya chalti hai par chupke is dil mein tanhai rehti hai... teri yaad sath hai..
Kabhi yun bhi to ho ... dariya ka sahil ho..poorey chand ki raat ho..aur tum aao. pariyon ki mehfil ho ..koi tumhari baat ho..aur tum aao.. Sooni har mehfil ho..koi na mere sath ho..aur tum aao
Benaam sa ye dard tehar kyu nahi jata.. jo beet gaya hai vo gujar nahi jata... sab kuch to hai kya dhundti rehti hai nigahein... kya baat hai mein waqt pe ghar kyu nahi jata..