Browse Pages:1
2 3 4 5 6 7 Next >
Dil Main Aany Ka Rasta To Hai Jaany Ka Nhi.....
Esi Lia Jub Koi Jata Hai To 'Dil'Tor K Jata Hai..
Ajeeb Si Aadat Aur Ghazab Ki Fitrat Hai Apni....
Mohabbat Ho Ya Nafrat..Bahut Shidat Se Karte Hai..
Tu Kiya Jaane Hamare Pyar Ki Gehraai Ko...!!
"Dost"
Hum Sath Hote Hain To Wafa Krte Hain,,,Aur Jab Door Hote Hain To Dua Krte Hain..
Ek Baar Aur Dekh Kr Azaad Kr De Mujhey!!.....!!
K Main Aaj Bhi Teri Pehli Nazar Ki Qaid Mein Hoon!!...!!
'Bhool sakty ho to Bhool Jao Ijaazat hai tumhey....
'Na Bhool paaƶ to Loat Aana Ek Aur ijaazat hai tume...
Hashar ka to suna tha. Koi kisi ka Na Ho Ga....
'Magr Ab to Duniya Main Bhi ye silsilaa Aam Ho Gaya....
Suna tha Dard ka Ehsas Tou Chahne walo ko Hota Hai..
FaRaz..
Jab Dard hi Chahne wale den Tou Ehsaas Kon Karega...
Tajarba Aik Hi, Ibrat Ke Liye Kafi Tha
**Main Ne Dekha Hi Nahi Ishq Dobara Kar Ke..
Wo Mohabat bi teri thi
Wo Shararat bhi teri thi
Agr kuch bewafai thi
to Wo bewafai bhi teri thi
Hum Chor gaye tera Shahar to
Wo hidayat bhi teri thi.
>Gila Tujh Se Nhi koi,
GilaTeri Majboriyon Se Krtay Hn,
Tu Aj Humary Qareeb Nahi To Na Sahi,
"Mohobat to Hum Teri Doriyon Se B Krtay hn....!!
Ye Shikwa Be_waja Ha!, Ye To Dast0or_e_ Chahat Ha!...
K Jo Mehb0ob h0ta Ha!,
Zara Maghr0or H0ta Ha...!!
Dunya Ki Sab Se Taiz Raftar Cheez DUA Hy
Q K Dil Se Zuban Tak Ponhchne Se Pehle KHUDA Tak Pohanch Jati Hy.
Kisi Ki Majburiyon Ko Agar Tum Us Ki Bewafai Samjho Gay,
"To Zindagi Mein Kabhi Kisi Ka Piyar Na Pa Sako Gay..."
Hazrat Ali (a.s)"
Mujhay wo milta hai jaisay kisi ghareeb ko rizq,,,,
Bohat Qaleel bhe aur poray hisaab k sath....!!!!
Na Kr Dil Azaari, Na Ruswa Kr Mujhe, Dy Maafi,....
Jurm Bata, Saza Suna Or Khatm Kr Shikway Saary.."
Khud Garz Hota To Hajoom Hota Sath!!
Mukhlis Hon Iss Liye To Tanha Hon...
Doston k Gam Main Shamil Huwa Karo,,
"Lekin"
Khushion Main Tab Tak Na Jana Jab Tak Bulaen Nahen..
Hazrat Ali (R.A)
: " Waqt ki dosti to har koi karta hai "
"Ay_dost"
"Maza to tab hai k Waqt badal jaye par dost na badly.
"Kabhi bhi apny dost ki wafadari ka mayiar uski dollatmandi sy mat parakhna Q ky wafadar dost aksar gareeb hova karty hain".
Hazrat Ali a.s.
Insan ko Uski Buraiyon Samet Qabool krne wala Hi Sacha Dost Hota He,
Wrna
Khobiyan To Dushman ko bhi Mutaasir krti Hen.
Hazrat ALi (R.A)
Browse Pages:1
2 3 4 5 6 7 Next >