To sign my guestbook, you need to signin first. | |
Dev4you GuestbookPiya2008 (12 years ago) Ha aap ne such kha me hu hi us layk thx hme hmara javab dene ke liye or vo hmari prushnl life he es liye hm aap ko kuch nhi batayege ki kya huva he mere sath Piya2008 (12 years ago) Dekho dev fir se hmare sath vhi huva jo aap ne hmare sath kiya fir se hmara dil tuta hm bhot hurat huve he dev ki hm kisi chij ke layk nhi he na ki dost ke na hi love ke dev ab hm sayd os na aaye or aap ke koe msj ke javab na de paye or miss krna hmne chor diya he ab or aaj ke bad kisipe trust bhi na hi karege na hi dosti karege kisise Piya2008 (12 years ago) Is msg ka rply krna plz.. Mohabbat I L U kehne se badti hai ya I MISS U kehne se? Sabko send karo agr 3 logo ka answer same hua to apko koi bahot chahta hai. Piya2008 (12 years ago) Khawab Banakar Sanjoya Unhe Hamne Arman Banakar Dil Me Basaya Hamne Kho Baithe Ham Unke Liye Apna Sab Kuch Na Jaane Kya Hua Alvida Keh Gaye Wo Hame Reh Gaye In Ankhon Me Aansu Bankar Wo Hamse Alag Na Ho Jaye Wo Ye Sochkar Palko Se Aansu Na Giraye Hamne Na Jaane Kya Hua Alvida Keh Gaye Wo Hame Apni Chahat Ko Kis Kadar Bhulaya HamneDafan Kar Diya Tha Jinki Yaado Ko Aaj Phir Kyu Yaad Aaya Wo Hame Na Jaane Kya Hua Alvida Keh Gaye Wo Hame Priya Piya2008 (12 years ago) Bahut Thak Chuka Tha Main Magar Teri Yaadon Ne Sone Na Diya Rona Tha Mujhe Khul Kar Magar Palko Ne Rone Na Diya Badi Siddat Thi Manzile Safar Pe Chalne Ki Magar Pao Ke Chhaalo Ne Chalne Na Diya Chaahta Tha Umar Bhar Uske Aanchal Se Bandh Jaayun Bas Ek Pal Bhi Apni Dhadkano Mein Usne Utarne Na Diya Dharti Pyaas Se Kadi Dhoop Mein Barson Se Taras Rahi Thi Hawaon Ne Baadlon Ko Magar Barasne Na Diya Piya2008 (12 years ago) What's the diff between Dava &d Daru? Dava is like girlfriend, that comes with expiry date and Daru is like wife, Jitni purani hogi utna sir chad ke bolegi. Piya2008 (12 years ago) Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai Hum karain baat daleelon se to rud hoti hai Is ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha Magar bazm-e-anasir me tere hone ka charcha tha | |
[ 1 ] [ 2 ] | |